Mujhe na saans ati hai
Na mera damm nikalta hai
Magar yeh beech ka aalam
Bohat takleef deta hai
Mujhe andar nigalta hai
Na saahil par pattakta hai
Bikharna yun samandar ka
Bohat takleef deta hai
Jo tum bolo bikhar jayen
Jo tum bolo sanwar jayen
Magar yun tootna jurrna
Bohat takleef deta hai
No comments:
Post a Comment